asslam o alekum
chandni raat he teraa meraa saath he us pe mere balmaa zaalim barsaat he
pyaar karte hei ham jaltaa jahaan ye jalti hei ye zaami .jaltaa aasmaan ye
pyaar ham dono ka haye be.misaal he jane jahaa ye saraa, teraa, meraa haal he
pyaar ki sab se apni unchi udhaan hei
qadmoo mei aaj mere wo aasmaan hei
door kat jaye na .zalim jahaan hei bach na sabhi se tu na ye asaan hei
chaand taroo pe chal ke duniyaa bsaye chal aesi duniyaa mei, ab jeenaa muhaal he
apna khyal rakhna
ALLAH HAFIZ
writen by h bibbo.ameer
|
No comments:
Post a Comment